Sunday, 15 March 2009

STRUMMING PATTERN IS : DHIN CHAK CHIKA DHIN DHIN CHAK OR DN DN UP-DN-UP-DN-UP DN
easy to play, copy the dhin chak on 4/4 beat its damn easy, struming sound make it easy to grasp, dont mute the chords. let them ring it adds effect to the song

[A] aye saala [A][D]
[A]abhi abhi [A][D]
[A]huaa yaqeen [D]
Ki [A]aag hai [D]
mujh [A]mein kahi [D]

hui [A]subaah main chal [D]gaya
suraj ko [A]main nigal [D] gaya


ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni
ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni [A]heyy


jo [D]gumshuda-sa khwaab [A]tha
voh mil [D]gaya voh khil [A]gaya
Wo Loha [D]thaa thaa pighal [A]gaya
kichhaa ki[D]chhaa machal [A]gaya
sitaar [D]mein badal [A] gaya

ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni
ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni [A]heyy

[A]dhuaan chhataa khula gagan mera
[E]nayi dagar naya safar mera
[A]jo ban sake tu hamsafar mera
[E] nazar mila zara[A]


Stanza 3:

[A]aandhiyon se ja[D]ghad rahi hai [A]lau meri
[A]ab mashaalon si [D]bhad rahi hai [A]lau meri


naamo nishaan rahe na rahe
ye kaaravaan rahe na rahe
ujaale mein pee gaya
roshan huaa jee gaya

[A]kyon sehte rahe
ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni
ruu-ba-[E]ruu rosh[D]ni [A]heyy


[A] aye saala [A][D]
[A]abhi abhi [A][D]
[A]huaa yaqeen [D]
Ki [A]aag hai [D]
mujh [A]mein kahi [D]


0 comments:

Post a Comment